Dil chhota hota hai unka jo badla lete hai,
Hum maaf karte hai aur dil se nikal dete hai.





Naam bada, Pehchan badi, Rutba bada,

To dushman kaise chhota rakhu.





Apne naam aur pehchan me itna dam rakho,

fat jaye sabki jaha tum kadam rakho.





Hume hathiyaro ki jarurat kya hai,

hum ankho me ankhe dal k logo ka hausla tod dete hai.





Hun khamosh to mujhe khamosh rehne de,

agar bol pada to log tujhse nafrat krenge.





Jo mera hai vo pas mere chal k aayega,
chhin k khana to kutto ki aadat hoti hai.







Jo log mujhe pehchan nhi paa rahe,
ya to andhe hai ya andhere me hai.





Hume humari sharaft pe chhod do,
jis din fatenge, faad dalenge.




Mai koi sawal to nhi phir bhi log kehte hai tera 
koi jawab nhi.




Jinhe lagta hai meri aadte kharab hai,
unhe kya pata shouk se jeena kya hota hai.




Bahot shauk rakhte hai jo surkhiyo me aane ka,
Phir vahi log raddiyo k bhaw bikte hai.



Usne chhoda mujhe k use mashoor hona tha,
aj tadap raha hai vo mere pass ane ko.




Soch raha hu ab sukun se rahun...
Suno......... Dafa ho jao.





Badalna nhi kisi k khatir mujhko,
jisko pasand nahi mai, vo apna rasta badal de.




Sochta hu tujhe jawab du teri tarah.
Phir sochta hu tu us kabil nhi.