Chhoti umar me bhi tajurba itna hai ki
tujh jaise log mujhe salam thokte hai.
Ho fursat to kabhi aake dekh lena.
Mere jute ki chamak tere husn se jyada hogi.
Hu samunder MAIN, Mujhe khamosh hi rehne do, Machal gya to shehar dub jayega.
Aksar majboot hatho se bhi hath chhut jate hai,
Rishte takat se nhi tehjeeb se thame jate hai.
'NAMAK' Aur 'AKAD' Jarurat k hisab se hi achhi lagti hai.
Tujhse achha to kutta hai mera, Meri Kha k Wafadari bhi meri hi karta hai.
Mai jab chahu tujhe teri aukat dikha du, Par mere sanskar mujhe Ijazat nhi dete.
Mere harne se jo log khush ho rahe hai vo sun lo, Tumhari aukaat nhi hai mere pas khade hone ki.
Bahut pasand hai mujhe bure log,
Kam se kam achhe hone ka dikhawa to nhi karte.
Bahut majboor hai ye dil jo sirf dhadakna janta hai,
Bol pata to shayad kayamat aa jati.
Kis kis ko iljam de hum namakharami ka,
log sath bhi utha hi dete hai jitni unki aukat hoti hai.
Jis Jis ko mai sarfira lagta hu,
Unhone mera chand sa mehboob nhi dekha.
Bina reason bataye ignore karne vale,
Ye vahi log hai jo jarurat padne pe logo ko BAAP bana lete hain.
0 Comments